Har koi chahta h ki use kamyabi mil jaye lekin jab maszid se din mein 5 dafa aawaz aati h HAYYA ALAL FALAH... Aao kamyabi ki taraf, koi samajhta hi nhi ki jis chiz ko wo sari zindagi har jagah talash kar raha h...wo to khud use apne paas bula rahi h..
No comments:
Post a Comment