From: riyaz mohammad <riyaz9feb@gmail.com>
Date: 2009/10/24
Subject: Samajhne ki baten
To: nausheen fatima <nausheenbest@gmail.com>, sobia <sobia86@gmail.com>, sherf_jmi@yahoo.co.in, "محمد شكيب मो़ शकीब Md.Shaqueeb" <reliancemb@rediffmail.com>, "Junaid ...deep thinker..." <junaid_k1@rediffmail.com>
"SUBHAAN ALLAH"
AIK ACHI BAAT
Hazrat Moosa (Aleh-e-Salam) Ne Allah Se Arz Kia:-
Ya Allah KIA hi acha hota ke dunya me 4 cheezen na hoti
(1) Zindagi hoti maut Na hoti
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti
(3) Daulat hoti tangdasti Na hoti
(4) Jannat hoti doozakh nahoti
GHAIB SE AWAZ AAEE:-
(1) Agar zindagi hoti maut Na hoti to mera deedaar kaise hota
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti to mujhe kon yaad karta
(3) Doulat hoti tangdasti Na hoti to mera shukar ada kon karta
(4) Jannat hoti doozakh Na hoti to mere azaab se kon darta
Qayamat ka ek din 50 hazar saal ka hoga yani 1 namaz QAZA 2crore 88 lakhs
saal Jahanum mein (namaz qaza karne se itni badi saza hai toh sochen
namaz nahi parne se kitna AZAAB hoga) Ye sab logon ko bhejen agar kisi ko
bhi hidaayat mil gayi to qayamat tak sawab milayga Aur shayad yehi kaam
jo ke 1 minute se ziada nahi lega hamari maghfirat ka bahana ban
jaye....
Ya Allah Hame Namaz-e-Panjgana ada karni ki tofeeq ata farma
aur hamari namazee qabool farma.
Ham pe reham farma (Amin)
No comments:
Post a Comment